Wednesday, December 29, 2010

Happy New Year........

Happy New Year

Happy New Year.................... For my all Friend's

Friday, December 24, 2010

Christmas gift suggestions:

Christmas gift suggestions:
To your enemy, forgiveness.
To an opponent, tolerance.
To a friend, your heart.
To a customer, service.
To all, charity.
To every child, a good example.
To yourself, respect.

Somehow, not only for Christmas

Somehow, not only for Christmas, But all the long year through, The joy that you give to others, Is the joy that comes back to you. And the more you spend in blessing, The poor and lonely and sad, The more of your heart's possessing, Returns to you glad.

Christmas is not a time nor a season

Christmas is not a time nor a season,
but a state of mind.
To cherish peace and goodwill,
to be plenteous in mercy,
is to have the real spirit of Christmas

Not only for Christmas

Somehow, not only for Christmas,
But all the long year through,
The joy that you give to others,
Is the joy that comes back to you.
And the more you spend in blessing,
The poor and lonely and sad,
The more of your heart’s possessing,
Returns to you glad.

Tuesday, December 14, 2010

Aise pyaare mausam mein

Aise pyaare mausam mein naapko yaad karta hai ye dil..
kaash aap yahan hote...
baarish ki in boondo ke saath aapko mehsus karta hai ye dil....
kaash aap yahan hote....
Jaane ye mann kya chah raha hai...
bas aapko hi har taraf dhoond raha hai...
aao mere pas aao..
yu na ab mujhe satao....
aapki har khwaish puri karne ka intezaar hai kyunki mujhe aapse bahut pyaar hai....
Is pyaar ko kaise jatau main...mere dil ke haal kaise batau main....
aise pyaare mausam mein aapko yaad karta hai ye dil...
pyaar se pyaar karne ko chahta hai ye dil...
kaash aap yahan hote.....

Hum chahte hi nahi ki muhabat ho jaye

Hum chahte hi nahi ki muhabat ho jaye,
karogi muhabat to chere pe udasi chayegi,
jo chayegi udasi tujhe,
nind na aayegi to chere pe asar aayega,
chere pe asar aayega to tum najare churaogi ,
phir na jane kab tak mujhse milne na aaogi,
tum milne na aao mujhase aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
Karogi muhabat to kuch yun muhabat hogi,
kabhi sak hoga mujh pe kabhi sikayat hogi
jinse vasta nahi adavat hogi,
sahar se nafrat duniya se bagawat hogi,
mera naam lekar log tujhe bulayge,
en harkato se ek din ukta jaogi,
mujhe pathar ki tarha thukra jaogi,
tum thukrao mujhe aaisi nobat hi kyon aay hum ,
Krogi muhabat to roz mulakat hogi,
waqt jaya hoga fizul baat hogi,
saam ko taane denge kuch log,
ghar phuncte-2 raat hogi,
puchenge gharwale to kya btaogi,
jhooth bologi ya khamosh ho jaogi,
soch kar din ki baato ko muskuraogi raat bhar,
nind na aayegi tumhe jagogi raat bhar,
chid chidi ho jaogi jab dost chidayge,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye
hum sah jayege tum na sah paogi,
kaise zamane ke sitam uthaogi,
samajayege gharwale to mujh se khafa ho jaogi,
main tanha rah jauga tum bewafa ho jaogi,
tum ho jao bewafa aaisi nobat hi kyon aaye,
hum chate hi nahi muhabat ho jaye

"Sagar aur uski lehrein"

"Sagar aur uski lehrein"

Uthane se leharo ke sagar me hui zara hulchul
jaise lehron ne chaha pana bas kisi ko ek pal.
Baarish ki bundein bhi giri sagar me,
nadiyan bhi jake mili sagar me,
lekin aietraz hai sabko lehron ke uthane se sagar me.
Hui lgon ko shikayat tez leharon se,
chaha unhone ki ho jaye wo dur sagar se.
Mila sagar ki leharon ko toofan ka naam,
lekin kar nahi sakta koi sachhe pyaar ko badnaam.
Duniya ki nazron me lehrein toofan ban gayi,
par sagar ke liye wo, uski pehchaan ban gayi.

Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai

Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai
kabhi kabira deewana tha, kabhi meera diwani thi
yahaan sab log kehte hain meri aankhon mein aasoon hain
jo tu samjhe to moti hai, naa samjhe to paani hai

samandar peer ka andar hai lekin ro nahin sakta
ye aasoon pyaar ka moti hai isko kho nahin sakta
meri chahaht ko apna tu bana lena magar sun le
jo mera ho nahin paaya wo tera ho nahin sakta

Ki brahmar koi kumudni par machal baitha to hangama
hamaare dil mein koi khwab pal baitha to hungama
abhi tak doob kar sunte the sab kissa mauhabbat ka
mein kisse ko hakikat mein badal baitha to hungaama